Dil Ki Baat, Sad Love Shayari, Gham Shayari, Broken Heart Shayari, Sentimental Heart Shayari, Sad Love Images with Shayari
Dil Ki Baat | Gam Shayari

लोग पढ़ लेते है आँखों से मेरे दिल की बात,
अब मुझसे तेरे गम की हिफाजत नहीं होती..

Log Padh Lete Hain Aankho Se Dil Ki Baat,
Ab Mujhse Tere Gham Ki Hifazat Nahi Hoti..


Dil Ki Baat | Gam Shayari

नशा मोहब्बत का हो या शराब का,
होश दोनों में खो जाता है,
फर्क सिर्फ इतना है शराब सुला देती है..
और मोहबत रुला देती है…

Nasha Mohobbat ka ho ya sharab ka,
Hosh Dono mein kho jata hai,
Fark sirf itana hai sharab sula deti hai..
Aur Mohobbat rula deti hai..


Dil Ki Baat | Gam Shayari

याद करते है तुम्हे तन्हाई में,
दिल डूबा है गमो की गहराई में,
हमे मत ढूंढना दुनिया की भीड़ में ,
हम मिलेंगे तुम्हे तुम्हारी ही परछाई में…

Yaad karte hai tumhe Tanhai mein,
Dil duba hai gamon ki gaharai mein,
Hame mat dhundhana Duniya ki bhid mein
Ham milenge Tumhe Tumhari parchhai mein..


Dil Ki Baat | Gam Shayari

जो पल पल चलती रहे, उसे जिंदगी कहते है ,
जो हरपल जलती रहे, उसे रोशनी कहते है,
जो पलपल खिलती रहे, उसे मोहब्बत कहते है ,
जो साथ न छोड़े कभी, उसे दोस्ती कहते है..

Jo pal pal chalati rahe,Use Zindagi kehate hai,
Jo har pal jalati rahe,Use roshani kehate hai,
Jo pal pal khilati rahe,use mohobbat kehate hai
Jo saath na chhode kabhi,Use Dosti kehate hai..

Please also see new 2020 Hindi Sad Love Shayari


Dil Ki Baat | Gam Shayari

ग़म तो है हर एक को,
मगर हौंसला है जुदा- जुदा,
कोई टूट कर बिखर गया
कोई मुस्कुरा के चल दिया..

Gham Toh Hai Har Ek Ko,
Magar Hausle Hain Juda Juda,
Koi Toot Kar Bikhar Gaya,
Koi Muskura Ke Chal Diya.


Dil Ki Baat | Gam Shayari

किसे सुनाएँ अपने ग़म के चन्द पन्नो के किस्से
यहाँ तो हर शख्स भरी किताब लिए बैठा है..

Kise Sunayein Apne Gham Ke Chand Panno Ke Kisse,
Yahan Toh Har Shakhs Bhari Kitab Liye Baitha Hai..


Dil Ki Baat | Gam Shayari

लोग कहते है हम मुश्कुराते बहुत है,
और हम थक गए दर्द छुपाते छुपाते..

Log kehate hai ham mushkurate bahot hai,
Aur ham thak gaye dard chhupate chhupate..


Dil Ki Baat | Gam Shayari

उलझी शाम को पाने की ज़िद न करो,
जो ना हो अपना उसे अपनाने की ज़िद न करो,
इस समंदर में तूफ़ान बहुत आते है,
इसके साहिल पर घर बनाने की ज़िद न करो..

Uljhi Sham ko pane ki Zid na karo,
Jo na ho Apna use Apanane ki Zid na karo,
Is Samundar mein toofan bahot aate hai,
Isake sahil par Ghar banane ki zid na karo..


बिछड़ गए हैं जो उनका साथ क्या मांगू,
ज़रा सी उम्र बाकी है इस गम से निजात क्या मांगू,
वो साथ होते तो होती ज़रूरतें भी हमें,
अपने अकेले के लिए कायनात क्या मांगू..


Bichhad Gaye Hain Jo Unka Saath Kya Maangu,
Jara Si Umr Baqi Hai Gam Se Nijaat Kya Maangu,
Woh Saath Hote To Hoti Zaruratein Bhi Hamein,
Apne Akele Ke Liye Kaynaat Kya Maangu..

मेरी जिंदगी की कहानी भी बड़ी मशहूर हुई,
जब मैं भी किसी के ग़म में चूर हुई,
मुझे इस दर्द के साथ जीना पड़ा,
कुछ इस कदर मैं वक़्त के हाथों मजबूर हुई..

Meri Zindagi ki kahani bhi badi mashhoor hui,
Jab main bhi kisi ke gam mein chur hui,
Mujhe is dard ke sath jeena pada,
Kuchh is kadar main waqt ke hathon majboor hui.

तेज रफ़्तार जिंदगी का ये आलम है दोस्तों,
सुबह के गम भी शाम को पुराने लगते हैं..

Tej Raftaar Zindagi Ka Ye Aalam Hai Dosto,
Subah Ke Gham Bhi Sham Ko Purane Lagte Hain..

प्यार की राह में ग़म का अँधेरा आता क्यूँ है,
जिसको हमने चाहा वही रुलाता क्यूँ है,
वो मेरे नसीब में नहीं है तो खुदा,
बार-बार हमें उसी से मिलाता क्यूँ है..

Pyar ki raah mein gam ka Andhera aata kyun hai,
Jisko hamne chaha wahi rulata kyun hai,
Wo mere Naseeb mein nahi hai to Khuda,
Bar Bar hamen usi se milata kyun hai..

Continue Page 4

Follow us on Instagram , FacebookTumblrTwitter